Description
- Language : Hindi
- Paperback
₹350.00
Dhancha jab tak saaf bolta hai tab tak usse hum lad sakte hain, jab vah hamari bhasha bolne lagta hai tab bahut mushkil ho jaati hai. Vah dhancha bhi upaya karega puri tarah, vah samajvad ko baat karega, vah kranti ki baat karega aur vah navmulyon ki baat karega aur yah saari baat aise hogi jaisi hum purane makan ko girne se bachane ke liye naya rang-rogan karte hain. Nayi deewar ke uppar farsh chadha deten hain seement ki, dararen bhar deten hain aur kahte hain sab naya ho gaya, purana hai he kahan. Yeh dhanche ki akhiri koshish hai. Yeh koshish bhi bharatiya dhancha karega hi. Hamne bahut baar aisa kiya hai.
Weight | 0.500 kg |
---|